Articles by "Sad Shayari"
Showing posts with label Sad Shayari. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

दिल नाउम्मीद तो नहीं नाकाम ही तो है
लंबी है गम की शाम, मगर शाम ही तो ह

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

दिलों की बात भले करता हो जमाना,
मगर मोहब्बत आज भी चेहरों से ही होती है !
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

उनकी मोहब्बत का अभी निशान बाकी हैं,
नाम लब पर हैं मगर जान अभी बाकी हैं,
क्या हुआ अगर देख कर मूंह फेर लेते हैं वो..
तसल्ली हैं कि अभी तक शक्ल कि पहचान बाकी हैं!

Unki mohabbat ka abhi nishan baki hai,
Naam hothon par hai, Jaan abhi baki hai
Kya hua agar dekh kar muh pher leti hai wo..
Tasalli toh hai ki Chehre ki pehchaan abhi baki hai!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Happy Independence Day Sms, Shayari, Quotes, Messages, Wishes Poems on 15 August 2016, Indian Flag Tiranga Sms, Desh Premi Kavita lines in Hindi and English, Heart Touching Swatantra Diwas Sms, Happy Independence Shayari, Patriotic Poems, Wallpapers Greetings Images. 15th August 70th Independence Day 2016 :) … Vande Matram….Bharat Mata ki.. Jai


Best 5 –  Happy Independence Day Quotes in English


1) Independence Day 2016 Quotes



Loved Indians,
Let us celebrate & enjoy the freedom to live
independently in our country Cheerfully,
Helpfully,Hopefully, Peacefully by remembering
our National Heroes who gave us
Freedom after suffering pain & humiliation.
A Proud Indian
Happy Independence Day



2) Short Patriotic Wishes Sms



Feel the pride of being the part of such a glorious nation.
Here’s sending my warm patriotic wishes to make this day truly memorable.



3) 70th Independence Day 2016



Wish you all 70th happy independence day
May our country progress in everywhere and in everything
So that the whole world should have proud on us
Hindustan Jindabad

Read More – 15 August 2016

4) Happy Independence Day Quotes 2016



Let’s Take Decision
To Value Our Nation
Won’t Forget Those Sacrifices,
Who Gave Us Freedom
Happy independence day



5) Idependence Day Sayings



Independence is a Precious gift of God.
May We Always Remain Independent A Very Happy Independence Day To You.

—–

Top 5 –  Happy Independence Day Sms in Hindi




1) Superb Happy Independence Day Shayari

Na sar jhuka hai kabhi
Aur na jhukayenge Kabhi,
Jo apne dum pe jiye sach me zindagi h wahi

Live like a true INDIAN.
HAPPY INDEPENDENCE DAY.



2) Sad But Heart Touching Lines in Hindi on 15th August



15 August ek aisa din jo hume humari azadi ki yaad dilata h
Un deshbhakto ki yaad dilata hain jinhone es desh ke liye
Apna ghar, apni family, apni jindagi, apni jaan tak gava di
I SALUTE THEM. “JAI HIND”

HAPPY INDEPENDENCE DAY.



3) Best Independence Day Quotes in Hindi

Kuchh nasha Tirange ki aaan ka hain,
Kuch nasha Matrbhumi ki shaan ka hai
Hum lahrayenge har jagah ye Tiranga
Nasha ye Hindustan ki shaan ka hain..!!



Must Read – Independence Day Sms



4) Indian Flag Tiranga Shayari Sms Messages

Ye bat hawao ko bataye rakhna
Roshni hogi chirago ko jalaye rakna
Lahu dekr jiski hifazat hamne aise
Tirange ko sada dil me basaye rakhna



5) Awesome Independence Day Sms in Hindi

ज़माने भर में मिलते हे आशिक कई ,
मगर वतन से खूबसूरत कोई सनम नहीं होता ,
नोटों में भी लिपट कर, सोने में सिमटकर मरे हे कई ,
मगर तिरंगे से खूबसूरत कोई कफ़न नहीं होता

Happy Independence Day 2016



Incoming search terms – 70th Independencence day 2016, sms, wishes, Independence day quotes sayings msg text  messages shayari heart touching poems poetry in Hindi English swatantra diwas 15 august 2016 india indian desh bhakti kavita whatsapp fb status images pictures new sweet cute best bharat mata vande matram indian flag short patriotic tiranga 2 lines inspirational slogan
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

1) Swatantrata Diwas Shayari in Hindi Fonts



दे सलामी इस तिरंगे को
जिस से तेरी शान हैं,
सर हमेशा ऊँचा रखना इसका
जब तक दिल में जान हैं..!!

Jai Hindi, Jai Bharat



2) 15 August Shayari Hindi on Indian Flag

De salami is Tirange ko
Jisse teri shaan hain.
Sar hmesha uncha rkhana iska
Jab tak dil mein jaan hain..!!

Happy Independence Day Friends



3) Special 15 August SMS Hindi on Hindustan

Main iska Hanuman hoon,
Ye mera Ram hain
Chhaati cheer kar dekh lo,
Andar baitha Hindustan hain.

Vande Mataram



4) Independence Day Quotes in Hindi Character

गंगा यमुना यहाँ नर्मदा,
मंदिर मस्जिद के संग गिरजा,
शांति प्रेम की देता शिक्षा,
मेरा भारत सदा सर्वदा..!!






5) Short Independence Day Poem In Hindi



Nahi sirf jashn manana,
Nahi sirf jhande lehrana,

Yeh kaafi nahi hai watanparasti,
Yadon ko nahi bhulana,

Jo qurbaan hue,
Unke lafzon ko aage badhana,

Khuda ke liye nahi ..
Zindagi watan k liye nibhana..

Happy Independence Day






6) Swatantrata Diwas SMS & Wishes in Hindi



Aao desh ka samman karein…
Shahido ki shahadat yaad kare
Ek baar phir se rashtra ki kamaan,
Hum hindustani apne haath dhare,
Aao Swatantrata diwas ka maan kare

Swatantrata Diwas Ki Shubhkamnaye



7) Best Independence Day Msg for True Indians



Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan,
Hindustan hamara hai hum hai iski shaan,
Jaan luta denge watan pe ho jayenge qurban
Isliye hum kehte hain mera Hindustan mahan.

Wish You Happy Independence Day 2016

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Sad Status for Whatsapp | Roz Roz Ki Nafrate Achhi Nahi Lagti

“मोहब्बत” की तरह “नफरत” का भी साल में एक ही दिन तय कर दो कोई…..

ये रोज़-रोज़ की नफरतें अच्छी नहीं लगतीं..!!

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

उनको उलझा के कुछ देर सवालो मे,
हमने जी भर के देख लिया उनको…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Sath Chhutne Se Rishtey Nahi Tuta Karte,
Waqt Ki Dhundh Se Lamhe Nahi Tuta Karte,
Log Kahte He Mera Sapna Tut Gaya,
Tutati Neend He “Sapne” Nahi Tuta Kartey…

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Zindgi tuzse main tuzko churane chala hu,
Apni hasti main khud hi mitane chala hu,
Bachayega koyi kis qadar meri kishti ko,
Main to sagar me kishti chalane chala hu…


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Tujh bin tanhaai bhi tanha hai,
Jaise chandani raat me chand hi na ho.
Kaise kahe tum kitna yaad aa rahe ho,
Jab khud nahi jante ki saanso pe zindagi hai, ya tumhare intezar me. .

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Kyun dil ke itna karib aa jata hai koi,
kyun apnepan ka ehsaas kara jata hai koi,
jab dil ko aadat si ho jaati hai uski,
kyun utni hi dur chala jata hai koi…?

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Jab se ehsaas tera dil me utara maine…
band aankhon se bhi dekha nazara maine…
yaadon ki kitaabon me saja ke rakhunga…
har lamha jo tere sang gujara maine…

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Kaffi hai husn dil ko behlane ke liye,
mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye…
chahe bhale hi pade gham se vaasta……
ek dost rakhna sab ghamo ko bhulane ke liye …

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

इतनी लम्बी उम्र की
दुआ मत माँग मेरे लिये...
ऐसा ना हो कि तू भी छोड दे
और मौत भी ना आए..!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Dil mein basa liya aur humein bataya bhi nahi,
Sath rhne ka khwab saja liya or hume btaya b nhi
Ab bhi dekhte ho khamoshi bhari nigahon se,
Chupke se dil chura liya aur humein bataya b nhi.
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

महफील भी रोयेगी, हर दिल भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कस्ती तो साहील भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातील भी रोयेगा……!!

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Jo Insaan Har Waqt Sabki Khushi Chahta hai,
Sabke Bare Me Achha Sochta hai,
Sabki Care Karta hai Wohi Insaan..
Zindagi Me Hamesha Akela Reh Jata hai.. 
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Rakhte Hain Jo Auron Ke Liye Pyar Ka Jazba

Woh Log Kabhi Toot Ke Bikhra Nahin Karte.
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Aaj teri yaad ko seene se laga kar roye,
Apne khuwabo me tujhe paas bula kar roye,
Haazaro baar pukara tujhe tanhaiyo me,
Aur har baar tuze paas na pa kar roye
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Khwaab Aankhon Se Gaye, Neend Raaton Ki
Gayi..

Tum Gaye To Laga, Zindagi Haathon Se Gayi. .