Articles by "MAA"
Showing posts with label MAA. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Sad Maa Shayari Sms in hindi | Truly saying Sms | Shayari of Mother 
आज रोटी के पीछे भागता हूँ तो याद आता है
मुझे,
रोटी खिलाने के लिए माँ मेरे पीछे
भागती थी..

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Maa bina Zindagi Viran hoti hai.
Tanha Safar mein har Rah Sunsaan hoti hai…
Zindagi mein MAA ka hona Zaruri hai…
MAA ki Duwaon se hi har Muskhil Aasaan hoti hai..!!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Maa Teri Yaad Satati Hai, Mere Paas Aa Jaao,
Thak Gaya Hoon, Mujhe Apne Aanchal Mein Sulao,
Ungliyaan Apni Pher Kar Baalon Mein Mere,
Ek Baar Phir Se Bachpan Ki Loriyaan Sunaao…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Gutno Se Rengate Rengate,
Kab Pairon Par Khaad Huaa,

Teri Mamta Ki Chhav Mein,
Jaane Kab Bada Huaa,

Kala Teeka Doodh Malayi,
Aaj Bhi Sab Kuchh Vaisa Hai,

Main Hi Main Hu Har Jagah,
Pyar Yeh Tera Kaisa Hai,

Seedha Sadha Bhola Bhala,
Main Hi Sabse Achha Hu,

Kitna Bhi Ho Jaau Bada,
Maa Main Aal Bhi Tera Bachha Hun…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Maa Ki Jyoti Se Noor Milta Hai.
Sabke Dilon Ko Surur Milta Hai.
Jo Bhi Jata Hai Mata Ke Dwar,
Usse Kuch Na Kuch Zaroor Milta Hai….


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Must Read :)

Ek din ek ladki ne ladke se puchaa

kya tum mera liye jaan de sakte ho ?? ♥

Ladke ne kuch sochte hue kaha,

♥ "" Tera liye jaan toh de du magar uska kya karu
...
jo roz subha ghar se nikalte hua kehti hain,

beta jaldi aana.

♥ Tera liye jaan toh de du
magar uska kya karu jo roz mera
intezaar karti hain.

jo mere liye roz dua maangti
hain.

♥ jo mere bina khaana nahi khaati.

Main uss maa ka kya karu ♥ ♥

♥ A message to lovers
plz plz,

apne pyaar k liye apni maa
ko kabhi mat bhulna ♥ .


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Puchta he jab koi Duniya me Mohabbat he kaha..

Muskura deta hun main aur yaad aa Jati he 

"MAA"
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Heart Touching Lines ♥ Read
Must
.
Maa ki godh,
Papa ke kaandhe,

Aaj yaad aate hain Bachpan
ke woh lamhe,
.
.
Rote hue soo jana ,
Khud se baat karte hue Kho
jaana ,
Wo Maa ka aaawaz lagana ,
Aur khana apne haathon se
khilana,
.
.
Wo PAPA ka daant lagana ,
Apni zid puri karwane ke liye
nakhre dikhana , Kya wo din
the bachpan ke suhaane ,
.
.
Kyun lagte hain sab aaj sab
begane...
Ab zid bhi apni...
Sapne bhi apne...
Kis se kahein kya
chahiye......??
Manzilon ko dhoondte hue
kahan kho gaye..??
.
.
.
.
.
KYUN HAM ITNE BADE HO
GAYE...??
Ye sb sochkr k wo din ab kbi lout
kr nhe aayenge..mood off ho jaata
hai :(

Hitu
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Maa K Bina Zindgi Viran Hoti Hai
Tanha Safar Me Hr Rah Sunsaan
Hoti Hai
Zindagi Me Maa Ka Hona Zarori Hai
Maa Ki Duaon Se Hi Har Mushkil
Aasaan Hoti Hai :)
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Har pal me Khushi deti hai Maa,
Apni Zindagi se Jeevan deti hai Maa,
Bhagvaan kya hai Maa ki Puja karo Janaab,
Kyuki Bhagvaan ko bhi Janam deti hai Maa…


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Neend Apni De Bhula Ker “SULAYA” Hum Ko
Aansu Apne Gira Ker “HANSAYA” Hum Ko
Dard Kabhi Na Dena Us “HASTI” Ko
Zamana Kehta Hai “MAA” Jis Ko….


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Ek Hasti hai jo Jaan hai Meri,
Jo Aan se barh kar Maan hai Meri,
Khuda Hukum dai to kar don sajda usay,
Kyon k woh koi aur nahi Maa hai meri…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Pyaar karana koi tumse seekhe,
Tum mamta ki murat hi nahi,
Sab ke dil ka ek tukda ho,
Main kehta hun Maa,
Tum hamesha aisi hi rehna…