Articles by "Frienship Shayari/SMS"
Showing posts with label Frienship Shayari/SMS. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

ek vaada tha, tere har vaade ke peeche…
tuu milega mujhe har gali ke har darwaaze ke peeche…
par tuu hi bewafa nikla…
ek tuu hi naa tha mere janaze ke peeche…!!!

ek vaada tha, mere har vaade ke peeche…
mai milunga tujhe har gali ke har darwaaze ke peeche…
par tuune hi mudke naa dekha…
ek aur janaza tha, tere janaze ke peeche…!!!

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Ishq sabhi ko jina sikha deta hai
Wafa ke nam par marna sikha deta hai
Ishq nahi kiya to karke dekho
jalim har dard ko pina sikha deta hai …

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Chup rahoge to Baat kaun karega,
Hum na honge To Yaad kaun karega,
Maana ke Hum itne sweet To nahi ..Jo Aapko Pal – Pal yaad Aaye,
Par Hum na Rahe To Aapko Pareshaan bhi kaun Karega..


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Hasrato ki nigaho pe shaqt pehra hai,
Na jaane kis umeed par dil thehra hai,
Teri chahaton ki kasam ae dost,
Apni dosti ka rishta to pyaar se bhi gehra hai..
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Kabhi Hmare Dil Ki Dhadkan Sunkar To
Dekho.........
Sirf Hme Yad Rakh K Duniya Ko Bhula K
Dekho........

Dost Kehkar Bahot Khel Chuke Apne Dil
Se.........
Kabhi Khudko Bhulakar Hme Apna Banakar
To Dekho........!!
Puri Qaynat Bhul jaonge ... !!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Aap se door ho kar hum jayenge kaha,
Aap jaisa dost hum payenge kaha,
Dil ko kaise bhi sambhal lenge,
Par aankho ke aansu hum chupayege kaha. .

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


In ankho se sapne churaya na kero
humari dosti ko azmaya na kero,
tumhari ek hasi meri dil ki dhadkan hai
unhe yu na ansuo mein gavaya kero…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum.
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum.
Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare.
Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum…

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

MUST READ
_____WAQT NAHI... ?______

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.

Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi. 

Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko MAA Kehne Ka Waqt Nahi.

Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.

Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Liye Waqt Nahi.

Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Aankhon Me Hai Neend Badi,
Par Sone Ka Waqt Nahi.

Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.

Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.

Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,

Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.......
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Thodi-Thodi Sanso K Liye,
Humne Zindagi Bechi,
Parchhaiyon Se Tang Aa K,
Humne Roshni Bechi,
Aankho Mein Bas Aansu Hi Reh Gaye,
Varna Duniawalon Ne To Dosti Bhi Bechi…


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Waqt Aur Khushi Tere Gulam Honge,
Har Pal Aur Pehlu Tere Hi Naam Honge,
Jara Mud Kar Dekhna Mere Dost,
Tere Har Kadam Ke Neeche Mere Haatho Ke Nishan Honge….


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Teri palkon pe khwab rakh gaya koi
Teri saanso pe naam likh gaya koi
Chalo wada raha bhool jana hame
Agar humse achha yaar tumhe mil gaya koi…


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Hasrato Ki Nigaho Pe Shaqt Pehra He…
Najane Kis Ummid Par Dil Thera He…
Teri Chahto Ki Kasam Aye Dost…
Apni Dosti Ka Rishta To Pyar Se Bhi Gehra He…