Articles by "Friendship Shayari/sms"
Showing posts with label Friendship Shayari/sms. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Happy Friendship Day Shayari in Hindi and English: We provide you the Best Collection of latest Happy Friendship day Shayari for Best Friends. Share your thought with our Best Friend Shayari in Hindi and English for Facebook and Whatsapp. Listed Below is some awesome Happy Friendship Day Shayari in Hindi Fonts and Best Shayari on Friendship in English Fonts. Happy Friendship day is the Perfect Day to share your Message to your Best Friends and Love to Feel the Enojyement on Happy Friendship Days
friendship shayari shayari on friendship friendship shayari in hindi friend shayari hindi shayari for friends best friend shayari best shayari on friendship
  →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Happy Friendship Day Shayari in Hindi for Friends

Waqt mile to hamein bhi yaad kar lena pal pal na sahi din mein ek bar yaad kar lena dost honge aap ke hazaar par ham bhi un mien se ek hain itna yaad kar lena.. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Happy Friendship Day Shayari in Hindi for Best Friends

Is Dostana Andaz Ko Barkarar Rakhna, Har Khoobsurat Lamhe Ko Yaad Rakhna, Zindagi Me Dosti Sab Se Nhi Hoti, Isliye Apne Is ” Dost Ko Hamesha Yaad Rakhna.. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Happy Friendship Day Shayari in Hindi for College Friends

Zindagi Mein Kuchh Dost Khas Ban Gaye Mile Toh Mulakat Aur Bichde Toh Yaad Ban Gaye Kuchh Dost Dheere Dheere Fislate Chale Gaye Par Jo Dil Se Na Gaye Woh Aap Ban Gaye. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→
Happy Friendship Day Shayari in Hindi for School Friends
Dua karte hain hum sar jukaye, Aye dost tu apni manzil hamse jaldi paye
→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→
Happy Friendship Day Shayari in Hindi for Boyfriend
दोस्ती अच्छी हो तो रंग़ लाती है दोस्ती गहरी हो तो सबको भाती है दोस्ती नादान हो तो टूट जाती है पर अगर दोस्ती अपने जैसी हो तो इतिहास बनाती है…..!!!!!!! →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Happy Friendship Day Shayari in Hindi for Girlfriend

Kon Kehta Hai Dost Ki Tumse Humari Judaai Hogi Yeh Afwaah Zroor Kissi Dushman Ne Udaayi Hogi Shaan Se Rahenge Tumahre Dil Mein Hum Itne Dino Mein Kuch To Jagah Bnayi Hogi. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Happy Friendship Day Shayari in Hindi for Him

Palke To Ankho Ki Hifajt Hoti Hai Dhadkan To Dil Ki Amant Hoti Hai Ye Dosti Ka Rista Bhi Hai Kabhi Chahat To Kabhi Sikayat Hoti Hai. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Happy Friendship Day Shayari in Hindi for her

Rishto Se Badi Chahat Kya Hogi, Dosti Se Badi Ibadat Kya Hogi, Jise Dost Mil Jaye Aap Jaisa, Use Zindgi Se Shikayat Kya Hogi. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→
Happy Friendship Day Shayari in Hindi for gf
दोस्ती नज़रो से हो तो उसे कुदरत कहते है सितारों से हो तो उसे जन्नत कहते है हुस्न से होतो उसे मोहब्बत कहते है और दोस्ती आपसे हो तो उसे किस्मत कहते है →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Best Shayari on Happy Friendship Day for Best Friends

Happy Friendship Day is not regarding simply tying rings or gifting your best friends their style beyond that. First of all friendship day was simply a Cultural day however eventually every single nation began to take over and quickly this very day grew to become a globally oriented occasion . Everyone knows remembering the lovely connection of confidence, respect – companionship will not require a particular day however this festival is pretty famous among the young people who not only enjoy but actually treasure old new moments. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Happy Friendship Day Shayari in Hindi for BF

Apun Ki Zindagi Me Rakha Hi Kya Hai.. Kuch Taswire Yaar Ki. Baki Bottle Sharab Ki. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Happy Friendship Day Whatsapp Shayari

Teri Dosti Ne Diya Sukoon Itna, Ki Tere Baad Koi Achcha Na Lage, Tujhe Karni Hai Bewafaai To Is Adaa Se Kar, Ki Tere Baad Koi Bewafa Na Lage. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Happy Friendship Day Shayari for Whatsapp

Dost Samjhte Ho To Dosti Nibhate Rehna, Hume B Yad Karna,khud B Yad Aate Rahna. Meri To Khushi Tujse Hi Hai Aey Dost, Main Khush Hu Ya Nhi, Tum Muskrate Rahna. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→
One Line Happy Friendship Day Shayri
Aapse Milne Ki Chahat Hamesha Rahegi Apko Bhoolkar Ye Zindagi Na Rahegi Apse Humari Dosti Tab Tak Rahegi Jab Tak Ye Duniya Salamat Rahegi. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→ Phir Na Simtegi Agar Dosti Bikhar Jayegi, Zindagi Zulf Nahi Jo Sanwar Jayegi Jo Khushi De Tham Lo Uska Hath, Zindagi Ro Ke Nahi Hanske Guzar Jayegi. →→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Wishing Friendship Day Shayari For Facebook & Whatsapp

Friendship Shayari in English Fonts – Friendship is a great way to take cherish for life time. Best friends are valuable people in fact; you adore using them which enable yo to enjoy their take care of for getting temper and heart break. They help you to your best benefit along with the reality is; it’s difficult to get this kind of somebody. Our Best friends in Girls and Boys indicate the options we create in real feel. What exactly you are waiting on, commit several sensational terms to communicate your feelings to your pals. Find contemporary selection of a friendly Happy Friendship Day Shayari for Friends in Hindi and English.

Share this On Whatsapp

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Apni wo mulakat kuch adhuri si lagi.
saath hoke bhi thodi doori si lagi
hothon pe hasi ankhon me majburi si lagi
mere dost pahle baar kisi ki dosti khoobsorat si lagi…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

ek vaada tha, tere har vaade ke peeche…
tuu milega mujhe har gali ke har darwaaze ke peeche…
par tuu hi bewafa nikla…
ek tuu hi naa tha mere janaze ke peeche…!!!

ek vaada tha, mere har vaade ke peeche…
mai milunga tujhe har gali ke har darwaaze ke peeche…
par tuune hi mudke naa dekha…
ek aur janaza tha, tere janaze ke peeche…!!!

no image
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
सबकी जिंदगी बदल गयी
एक नए सिरे में ढल गयी

कोई gilfriend में busy है
कोई बीवी के पीछे crazy हैं

किसी को नौकरी से फुरसत नही
किसी को दोस्तों की जरुरत नही

कोई पढने में डूबा है
किसी की दो दो महबूबा हैं

सारे यार गुम हो गये हैं
तू से आप और तुम हो गये है

कोई hello बोल कर formality करता हैं
कोई बात न करने के लिए guilty करता हैं

वक़्त वक़्त की बात हैं

किसी ने number save किया
किसी ने अजनबी सा behave किया

माना के अब हम साथ नही है
पर चुप चुप रहने भी तो बात नही हैं

कभी मिलो तो बोल लिया करो
बंद गांठो को खोल लिया करो

शिकायत हो तो दूर करो
पर यारो को खुद से न दूर करो

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Chup rahoge to Baat kaun karega,
Hum na honge To Yaad kaun karega,
Maana ke Hum itne sweet To nahi ..Jo Aapko Pal – Pal yaad Aaye,
Par Hum na Rahe To Aapko Pareshaan bhi kaun Karega..


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Kamyabi kabhi badi nahi hoti,
Pane wale hamesha bade hote hai.
Darar kabhi badi nahi hoti,
Bharne wale hamesha bade hote hai.
Itihaas ke har panne par likha hai,
Dosti kabhi badi nahi hoti,
Nibhane wale hamesha bade hote hai…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Doston ki dosti hamain raas bahut Aai,
zindagi hamari khuli kitaab najar Aai,
sb padh liye sabak us kitaab mai se,
zindagi mai Mout ki, Aadhuri pyaas najar Aai…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Teri dosti mein khud ko mehfooz maante hain,
Hum doston mein tumhe sabse azeez maante hain.
Teri dosti ke saaye mein zinda hain,
Hum to tujhe khuda ka diya hua tabeez maante hain…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Hasrato ki nigaho pe shaqt pehra hai,
Na jaane kis umeed par dil thehra hai,
Teri chahaton ki kasam ae dost,
Apni dosti ka rishta to pyaar se bhi gehra hai..
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Kabhi Hmare Dil Ki Dhadkan Sunkar To
Dekho.........
Sirf Hme Yad Rakh K Duniya Ko Bhula K
Dekho........

Dost Kehkar Bahot Khel Chuke Apne Dil
Se.........
Kabhi Khudko Bhulakar Hme Apna Banakar
To Dekho........!!
Puri Qaynat Bhul jaonge ... !!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Aap se door ho kar hum jayenge kaha,
Aap jaisa dost hum payenge kaha,
Dil ko kaise bhi sambhal lenge,
Par aankho ke aansu hum chupayege kaha. .

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


In ankho se sapne churaya na kero
humari dosti ko azmaya na kero,
tumhari ek hasi meri dil ki dhadkan hai
unhe yu na ansuo mein gavaya kero…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum.
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum.
Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare.
Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum…

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

MUST READ
_____WAQT NAHI... ?______

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.

Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi. 

Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko MAA Kehne Ka Waqt Nahi.

Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.

Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Liye Waqt Nahi.

Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Aankhon Me Hai Neend Badi,
Par Sone Ka Waqt Nahi.

Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.

Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.

Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,

Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.......
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste,
anjane mod par kuchh log dost ban jate hain,
milne ki khushi de ya na de
bichhadne ka gam zarur de jate hain…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Kehte Hai Dost banana zindagi Hai
Dosti nibhana zindagi Hai
Kitne bhi busy kyu na rahe dinbhar
Magar 1pal ke liye hi sahi 
Dosto ki yaad aana hi zindagi hai..