Articles by "Miss you Shayari"
Showing posts with label Miss you Shayari. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Miss You Whatsapp Status in Hindi

लौट आऔ ना एक बार फिर उसी तरह,

जिस तरह मूवी आती है अपने नाम के पीछे रिटर्न्स लगाकर !!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Phir Aaj Koi Gazal Tere Naam Na Ho Jaye
Kahin Likhte Likhte Shaam Na Ho Jaye.....
Kar Rahe Hain Intezaar Teri Mohabbat Ka
Isi Intezaar Me Zindagi Tamam Na Ho Jaye,,,,,
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Uthaate hai jab yeh haath Dua ko,
Rab se tere liye hi fariyaad karte hai..
Tum hamein bhula bhi do toh kya,
Hum toh tumhe har pal yaad karte hai..
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics



Kabhi zid main hi tera ho gaya kabhi dil ne tujhko gawa diya,........
.
.
.
.
./
.
Isi kashmakash me jiye sanam tune yaad rakha ya bhula diya…..♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


UNKI YAAD MEIN AANKEHIN BHIGO

LETE,
UDAS RAAT KI TANHAI MEIN RO
LETE,,
AKELE GUM SAMBHAL PATA NAHI,,,

AGAR TUM MIL JATE TO LIPAT KAR
RO
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Raat Huyi Jab Shaam Ke Baad

Teri Yaad Aayi Har Baat Ke Baad
Humne Khamosh Reh Kar Bhi Mehsoos Kiya
Teri Aawaz Aayi Har Saans Ke Baad!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Kisi ki yaad dil me hai,
koi Ehsaas baki hai…
Guzarte waqt ke darmiyan,
koi raaz baki hai…
abhi safar me hu, milegi manzil mujhe,
Magar in raahon me,
uska saath baki hai…
kahi shaam dhali,
kahi raat huyi,
abhi to chand aaya hai,
chandani raat baki hai…
lot aao …
mera haal bhi dekhon,
jism murda hai,
aakhri saans baki hai…
umeed hai,
phir milenge kabhi,
Mere khuda ki rehmat aur.,
pyar ki sougaat baki hai…
kuch baki hai……
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Saara din lag jata hai khud ko sametne mein
.
.
.
.
Phir raat ko unki yaadon ki hawa chalti hai
aur hum phir bikhr kar reh jate hai..