Articles by "Guest Shayari"
Showing posts with label Guest Shayari. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


kahani kuch yu thi meri, ke pyar me khud ko kho kar aya hu..
fir me mera pyar na samje log,
kehte hai k me ro kar aaya hu..
gum chupane k lye,
jhutha hasna b sikha,
fir se usey paane ki chah me,
khud ko kasna b sikha,
par dil hai k saala dil samjta hi nai,
isey samjane ajj me thoda jyada jee kar aya hu,
fir b mera pyar naa samje log,
aur kehte hai k ajj me pee kar aaya hu..pee kar aya hu..

(This Post Was Mainl At Shayariyaari.blogspot.in CLICK HERE to POST yours too)
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Mohabbat Ke anjam Se Waqif Nahi The Magar 
Kuch Shauq Bhe Nahi Tha Zindagi Barbad Karne Ka 
Unki Meharbani Se Is Anjam Se Waqif Hue Hi 
Kyunki Unko Shauq Tha Kisi Ki Zindagi Barbad Karne Ka.

(Guest Post By Seema Khan .Submit Your Post Too [Click here] )
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Rahe salamat duiya unki,
Jo meri khusiyo ki fariyaad karte hai,
Khuda unhe zindagi bhar khusiyan dena,
Jo hame yaad karne me ek pal barbad karte hai..


Guest Post By Mohit Bora.Submit Your Post Too [Click here]