Articles by "Long Shayari"
Showing posts with label Long Shayari. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

ek vaada tha, tere har vaade ke peeche…
tuu milega mujhe har gali ke har darwaaze ke peeche…
par tuu hi bewafa nikla…
ek tuu hi naa tha mere janaze ke peeche…!!!

ek vaada tha, mere har vaade ke peeche…
mai milunga tujhe har gali ke har darwaaze ke peeche…
par tuune hi mudke naa dekha…
ek aur janaza tha, tere janaze ke peeche…!!!

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Pooch Lo Tum Bhi Iss Zamaane Se
Pyaar Chhupta Nahin Chhupane Se
Paas Aate Ho Choote Ho Baat Karte Ho,
Kabhi Matlab Se Kabhi Bahane Se
Pyar Dil Mein Hai To Laao Zubaan Pe,
Aag Badhti Hai Ye Bujhane Se.
Tumhein Na Paana Shayad Behtar Hai,
Paa Ke Phir Se Tumhein Gawane Se.
Chalo Ek Dua To Apni Poori Huye,
Mil Liye Apne Ek Deewane Se…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Andaaz Badalne Lagty Hain, Honton Pe Shrarat Hoti Hai,

Nazron Se Pata Chal Jata Hai, Jis Dil Mein Mohabbat Hoti Hai..
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Meri chahhat ko Apni Mohabbat

Bana k Dekh, :
:
Meri Hansi ko Apne Honton se
Muskura ke Dekh,
:
Meri Aashkon ko apni Aankhon se
Gira ke Dekh,
:
Meri Bechanion ko Apne Dil se
Mehsus kr ke Dekh,
:
Yeh Mohbbat Ek Haseen Tohfa Hai
Aay jaan,
:
Kabhi Mohabbat ko Mohabbat ki
tarha Bhi Nibha
ke Dekh....
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Main EK Nazar Ko Tarsun
Aisa Kabhi Na Karna

Main Puch Puch Haron
Sau Sau Sawal Karun

Tum Kuch Jawab Na Do
Aisa Kabhi Na Karna

Mujh Se Mil Kar Hasna
Mujh Se Mil Kar Rona

Mujh Se Bichar Kar Ji Lo
Aisa Kabhi Na Karna

Tum Chand Ban Ke Rahna,
Main Dekhta Rahun Ga

Kisi Rooz Tum Na Niklo
Aisa Kabhi Na Karna

Tum Chaley Jao ge
Dekhun Ga Tumhara Raasta

Tum Laut Ke Na Aao
Aisa Kabhi Na Karna
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Apna to chahton mein yehi ik asool hai,
Tera bhalaa bura humain sab kuch qubool hai,
Yeh umar bhar ka jaagna bekaar hi na jaye,
Tu naa mila to saari reyaazat fazool hai,
Khud hi kaha tha tu ne meri jaan chorr de,
Ab chorr di to kyon tera chehra malool hai,
Aye Maan yeh meri shohrtain meri yeh iztain,
Kuch bhi nahin bass tere kadmon ki dhool hai,
Aayi jo teri yaad to aankhain barass parri,
Iss waqt tere dard ka dil per nazool hai,
Ik doosrey ke waastey dono baney Wasi,
Guldaan mera dil hai teri yaad phool hai..
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Must Read - So Heart Touching


Main mar jaaun to mere
sirhane na bithana usko

Bahut tassalli dena bahut
Pyar se samjhana usko

Ghumney ka bahana kar ke
door fizaon mein kahin le jana usko

Wo bewafa hai us waqt
ye ehsas na dilana usko

Uske samne na karna batein aesi
ke meri yaad usey aa jaye

Meri tareefo ke mshghale
suna suna ke hansana usko

Wo royegi bewajah to
meri rooh tarap uthegi

Tum aisa karna meri
maut ka hi na batana usko.. ♥

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Bohat Muddat Se Aisa Hai
K Tum Khamosh Rehti Ho,

Koi Gehra HaiGhum Shayad,
Jisay Chup chap Sehti Ho,

Yunhi ChalteHuay Tanha,
Koi Ghamgeen sa Naghma,
Tum Aksar Gungunati Ho,

Doran-e-Guftagoo Yunhi,
Milein Nazron Se Jab Nazrein
Tou Batein Bhool Jati Ho

Kisi Gum Sum Si Halat Main,
Ya Phr Barish k Mosam Main,
Fakat Itna Hi Kehti Ho

Udasi Be-Waja Si Hai,
Bohat Bojal Tabiyat Hai.

Bhala Sach Kyon Nahi Kehti
"MUJHY TUM YAAD KARTI HO" ♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Awsm Lines..:


Wo Puchti Hai Mujse "Tum Mujhe
Itna Pyaar Kyun Krte Ho..?? "
.
Mene Kaha Ek Tamannna He
Tumhe Pane Ki..
♥
Wo Puchti Hai "Har Waqt Kyun
Udas Rehte Ho..??''
.
Mene Kaha Koshish He Tumhe Har
Khushi Dilane Ki..
♥
Wo Kehti Hai "Har Waqt Kyun
Sochte Ho..??"
.
Mene Kaha Aadat Ho Gai He
Tumhe Khayalo Me Apna Banane
Ki..
♥
Wo Kehti Hai "Kabhi Chand Bhi
Chahkr Apna Hua Hai..??"
.
Mene Kaha Ek Umeed He Is Umeed
Me Zindgi Beetane Ki..
♥
Wo Kehti Hai "Me Na Mili To..??"
.
Mene Kaha To Koshish Karunga
Zindgi Mitane Ki..
♥
Wo Kehti Hai "Tumhe Kya Milega
Mar Kar..??"
.
Mene Kaha Ek Umeed Agle Janam
Me Tumhe Apna Banane Ki..!!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Chalo Ek Aur Duniya Mein
Tumaray Saath Chaltay Hain

Jahan Halaat kuch Bi Hoon

Magar Hum Saath Rehtay Hoon

Jahan Mosam koi Bi Ho
Lekin
Judaai ka Na Ho

Jahan CHAAND Bi tum Ho
Jahan Suraj,Hawa,Roshni,
Khushbooun Ka Rung Tum say Ho
Jahan Par DIL Dharrknay ka Har Ek Ehsaas Tum Say Ho

Jahaan Par Mery Jeenay ki Saari
“AAS” Tum Say Ho

CHALO Ek Aur Duniya Me
Tumharay Saath Chaltay Hain…♥ ♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics



1 larki gali se guzarti thi,,,1 manchalaaa larkaa use dekhtaaa tha aur wo naqaaab me hoti thi,,, to uss naqaaab ko dekh kar larkaaa kahtaaa tha E Pardaaa nashi Pardaaa uthhaaa Meri Mohabbat qabool kar Jalwaaa dikhaaa.... Larki nakaaar kar chali jaaati,,, koi jawaaab nahi deti thi,,,, Larkaaa badaaa afsos rahtaaa thaaa aur humeshaaa use kahtaaa E Pardaaa nashi Pardaaa uthhaaa Meri Mohabbat qabool k
ar Jalwaaa dikhaaa,,,, 3rd day larke ne fir Bolaaa E Pardaaa nashi Pardaaa uthhaaa Meri Mohabbat qabool kar Jalwaaa dikhaaa Nahi dikhaaaya to me khud khushi kar lungaaaa....

4th day Jab larki gali se Guzari to wo larkaaa use nahi dikhaaa,,, Larki ko badaaa afsos huaaa... Logo se larki ne pu6aaa to unhone kahaaa Beti usne tere liye khud khushi kar liyaaaaaa....

larki uss larke ki kabr par gai aur kahaaa... E MERE GUMNAAM AASHIQ AAYI HUN TERI MAZAAR PAR... Le RUKH SE NAQAAAAB HATAA DIYAA JEE BHAR K MERAAA DEEDAR KAR...E MERE GUMNAAM AASHIQ AAYI HUN TERI MAZAAR PAR... Le RUKH SE NAQAAAAB HATAA DIYAA JEE BHAR K MERAAA DEEDAR KAR...

to uss kabr se aawaaaz aayi'..YAAA KHUDAAA YE KESAAA TERAAA INSAAAF H... AAAJ ME PARDE ME HUN AUR WO BENAQAAAB H :'(
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


PLZZzz Guys n Girls Read MuSt....


Ankho Me pani Aajayege n GIRLS plz dn't do like thIS :"(



Aao sunau tum sab ko mai ek kissa
pyaar ka...
kaise badl gya daulat ko dekh dil
yaar ka....,,,



Ek baar ek ladki aur ladka

the mile... chalne lage unke pyar ke
silsile...
ladka jaan se jyada ladki ko
mohabbat karne tha laga...
uski chhoti chhoti baato pe marne
tha laga...
ladki bhi dikhati thi ke wo usi se
pyaar karti hai...
ladke ko nahi tha patta ke wo bas
daulat pe marti hai...
ladka bhi ghar se kafi paise churane
laga... ladki ko ghumane firane
laga...
aise hi bitate bitate kai saal guzar
gaye... ladke ke ghar ke halat
kuchh is tarah bigad gye...
maa uski ko hogyi bimari kuchh
badi... baap uske ke v pyar me
musibat thi aa padi...
ghar me sab log paise paise ko
mohtaz the... magar baap ne bete se
rakhe halat raaz the...
ladki ne ek din mahnge tohfe ki
farmayish ki...
ladke ne bhi taish me aakar ha thi
kar di... aakar wo ghar baap se
paise ki fariyaad ki...
baap halat ka hawala de use naa
kardi... magar beta smjha ke baap
kai jhoth bol raha...
uske dil me chori karne ka tha khyal
pal raha...
baap ne kuchh daulat maangi thi
logo se uski maa ke ilaj ke liye...
bete ne sari daulat udali aish karne
ke liye...
kharida usne mahnga sa tohfa apni
jaan ke waste...
magar badkismati se gum gya wo uss
se bich raaste..
idar maa ki halat bigadne lagi...
baap ko bhi chinta thi jakadne lagi...
udhar jab ladki ne ladke ko dekha
muh ko latkaye huye...
wo smjh gye ke aaya hoga ye bina
tohfa laye huye...
ladki ne uski baat ko bahana bta
diya...
itna kah kar ladke se haath tha
chhuda liya...
uske samne hi wo chli gyi kisi aur ke
sath... ladka waha baitha rha malta
hua haath...
thak haar jab der raat ghar wo lauta
aaya tha...
ghar me logo ki bhid dekh ghabraya
tha... dekh baap ek tarf baitha tha
aankh uski lag rahi thi royi huyi...
idhar dekha to maa padi thi arthi pe
soyi huyi... ladka paglo ki tarah
chhilane laga... kah raha tha"koi to
btao meri maa ki mout ki wajah"....
itne me uske dosto ne use tham liya
tha...
kaise mari uski maa is baat ko byan
kiya tha... kuchh paise tere baap ne
bchaye huye the... un paiso ko ghar
me aakar kuchh chor le gye...
un paiso ki wajah se maa ka ilaj na
hua...
isi liye humne teri maa ko khodiya...
itna sun kar tha ladka pagal sa
hogya...
kamre me ja kar jahar kha kar wo
bhi tha apni maa ki tarah hamesha
ke liye sogya...
suno mere dosto ye kahani kya
batlati hai...
mohabbat hai kitni andhi ye sikhlati
hai...
karo mohabbat usi se jo tumhare
halat ko smjhe...
maa baap ko chhod mohabbat me na
bano andhe... :(
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Jaise dil hai dhadkan hai 
Ek duje ke vaaste ♥

Jaise aankh hai darpan hai 
Ek duje ke vaaste ♥

Jaise barkha saawan hai
Ek duje ke vaaste ♥

Ek sajni ek saajan hai
Ek duje ke vaaste ♥

Us rab ne jab dil diye
Dil ke do tukde kiye

Dono mein ek naam leikha
Ek radha ek shyam likha

Ab ye dil dhadakte hain
Milte aur bichhadte hain

Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste ♥ ♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Mohabbat ki Hai,
Tere Ehsas Se Mohabbat Ki Hai,

Tu Mere Paas Nahi Hai Phir Bhi,
Teri Yaadon Se Mohabbat Ki Hai,

Kabhi Tu Ne Bhi Mujhe Yaad Kiya Hoga,
Maine Un Lamhaat Se Mohabbat Ki Hai,

Jin Me Ho Sirf Teri Aur Meri Baaten,
Maine Un Aoqaat Se Mohabbat Ki Hai,

Tujh Se Milna To Ab Khawab Sa Lagta Hai,
Maine Tere Intazar Se Mohabbat Ki Hai.

Tu meri hai,Aur Meri hokar rahegi jana,
Maine In Khayalat se Mohabbat ki Hai.

Tum mujsese khafa ho jao,ye haq hai tumko jana.
Maine to Teri Ruswai se bhi Mohabbat ki Hai.

Ab Tu Mujhe Pyar de Ya Saza,Mujhe sab Qabool,
Mera kya hai?? Maine to Mohabbat ki Hai .....
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Dukh dard ke maaron se mera zikar na
kerna…
Ghar jao to yaaron se mera zikar na
kerna…
Woh zabt na ker payenge aankhon ke
samandar…
Tum raah guzaron se mera zikar na
kerna…
Phoolon ke nasheman mein raha
hoon mein sada se…
Dekho kabhi khaaron se mera zikar na
kerna…
Shayad ye andhere hi mujhe raah
dikhayein…
Ab chaand sitaron se mera zikar na
kerna…
Woh meri kahani ko galat rang na de
dein…
Afsana nigaaron se mera zikar na
kerna…
Shayad woh mere haal pe besakhta
rodein…
Is baar baharon se mera zikar na
kerna…
Le jayenge gehrayi mein tum ko bhi
baha ker…
Darya ke kinaron se mera zikar na
kerna…
Woh shakhs mile to usey har baat
batana…
Tum sirf isharon se mera zikar na
kerna…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Door Nigahon Se Bar Bar
Jaya Na Karo._♥
Dil Ko Iss Qadar Tadpaya Na Karo..
Tum Bin Ek Pal Bhi
Jee Na Sakenge Hum..
Yeh Ehsaas Bar Bar
Dilaya Na Karo._♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Tu Meri Soch Hai..
Koi aur Tujhe Soche Kyu..? 

Tu Mere Labon Ka Naghma Hai..
Koi aur Tujhe Gungunaye Kyu..? 

Tu Meri Chahat Hai..
Koi aur Tujhe Chahe Kyu..? 

Tu Meri Naazer Hai...
Koi aur Tujhe Dekhe Kyu..? 

Tu Sirf Meri Dua Hai..
Koi aur Tujhe Maange Kyu..



Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Aajao Kisi Roz Tum To Tumhari Rooh Me Utar Jaon,
Sath Rahon Mein Tumharay Na Kisi Or Ko Nazar Aaon 

Chahay Bhi To Koi Choo Na Sakay Mujh Ko Is Tarha Se,
Tum Kaho To Yun Tumhari baahon Me Bikhar Jaon 

Karon Jo Nichaawar Muhabbat Mein Tum Se Lipt Kar,
Is Ada Se Choom Lon Tumhain K Hadd Se Guzar Jaon 

Ab To Lag Jao Seenay Se K Maeri Saans Thaam Jaye,
Aagosh Me Le Kar Apni Tumhari Saanson Me Utar Jaon.....