Articles by "Funny"
Showing posts with label Funny. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Jindagi behaal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hadtal hai,
yaar kuch to bhejo ye meri,
mobile ki zindagi ka sawaal hai…


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Deadly sher on “SUPERMAN”
Arz Kiya He
Ye, Man Bahut Hi Super He
Wah Wah
Yeh Man Bahut Hi Super He
Isliye To Iski Chaddi Pant K Upar He

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Shadi me dulhan ko ghungat me
kyon rakha jata hai ?
Kyonki kisi ke muh se ye na nikal
jaye ki Abe ye to meri wali thi!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Arz kiya hai.. Mountain Dew Peene se udd jaata hai Fear, Basically your concepts are not clear..
.
Dost ne pucha Exam mein,"5th
Answer Batao",
Maine kaha Melody Khao
khud jaan jaao.. .
Ek aur Arz hai,
Pamela ke Pyar mein pagal ho
gaya peter, Ab Hero Honda Splendor 80KM prati
leter..
. Bas Ek Aur,
aatma chhod gayi Jism purana,
Didi tera Devar Deewana.. Ek last, Bas Ek,
Blood donate karne ke pehle
hamesha Group jhachna,
Basanti, in Kutto ke samne mat Nachna.. Yeh lo Aur Ek aur, Yasomati Maiyya se bole Nandlala,
Tata Sky laga dala toh Life Jhingalala.. Yeh wala last pakka, Agar Tabiyat kharab hai to
dhundo koi chemist,
My name is Khan and I'm not a Terrorist, Ek aur Plzz,
Dil pagal hai Pyar mein Tere Paaro, ACP bola,"Daya, Ghar ka kona- kona chaan
maaro".. :P :D ab Like thoko :D
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Super Faadu + new

Sunny Leone to taxi driver(Pappu)- Airport chaloge??

Pappu - Haan chalunga....

Sunny leone- Kya loge ?
.
.
,
.
.
.
.
Pappu - Gareeb Aadmi hoon behenji,

Paise hee lunga... =D =)) =D

Thoko likes Pappu ustad ke liye
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Hum Engineer Hain.... :D
Engineer Song
Sari umra hum mar- mar k jee liye
Ek pal to ab hume pine do- pine do :p
Give me some
White wine,
Give me some red,
Give me another glass,
I wanna drink it once again,
Kandho ko beer k bojh ne jhukaya,
Daru pina to khud dosto ne sikhaya..:)
99% Marks laoge to whisky,
Varna desi, :/
Haath me pada beer, rum, vodka ka chaala,
Cocktail- mocktail ne pura bachpan jala dala,
Bachpan to gaya,
Girlfrnd bhi gayi,
Ek pal to ab hume
Pine do- pine do.:O :D :P :D


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Super Pogo Joke..:D
.
.
.
.
1 Kisaan luti hui izzat k halat me Gaon me aaya
Sab ne pucha:- Kya hua ??
.
Kisaan:- Shahar me Anaaj bech rha tha"GEHOON LE LO"

.

.

.
Kamino ne Samjha
"GAY-HU-LE-LO"

jo samjha thoko Like baaki Pogo dekho :p :O :D :D
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Shaadi main ek SMART ladka ladki se: aap dance karogi :))
.
.
Ladki sharma k boli: "yes ..."
.
.
.
Ladka pyar se bola:
.
.
.
.
.
.
.
To phir aapki "kursi" main le jaon didi ..??... :p :O :D :D


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


God to Pappu:- Beta kya chahiye.??
.
Pappu:- Ek Job,
Ek badi si gaadi aur usme dher sari
ladkiya,
. 
.
.
God:- Tathastu.!!
.
.
. 
.
.
.
Aaj pappu Girl's school me bus driver hai,
. 
Soch samajh k maango, 
bhagwan bhi samajhdar hai..:p :D
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Boy to girl during fight..
.
Boy:- mujhse panga na lena me sher ka baccha hu
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl:- ek baat bata sher ghar par aaya tha ya aunty jungle gyi thi..
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Facebook Saves Life..!! :D

A depressed college Student went to Railway Track for Suicide..!! :O
Train was Coming Closer and

He Suddenly came out of the track and Said,
.
.
.
''Oh Shitt !!
Forgot to Update status In Facebook

That I'm Gonna Die..!!'':P :D
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


REALITY OF FACEBOOK :
Kali kaluti larki
FB name WHITE ANGEL
.
.
Motta Genda Larka
FB name SMARTY GUY
.
.
.
Darpook looser bacha
FB name THE KILLER
.
.
.
Muhally ki Desi Larki
FB name PRINCESS ROCKS
.
.
.
45 years ki aunty
FB name THE DOLL
RETURNS .
.
.
60 years ka baba
FB name THE KING.:P
hahaha thoko like ;-)
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Dil tho karta hai k Chor Jao Ye
duniya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Phir khayal ata hai
Duniya Mein Pehle hi khubsurat
logo
ki kami hai... :p

(',') =-?
/\\>

,,/ \,,

Nahi jana program cancel
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Cham Cham kar ke aayi,
Cham Cham kar ke chali gayi,
Main Sindoor leke khada raha,
Aur woh rakhi ban ke chali gayi…



Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

News: Aapki charcha hain har gali mein har ladki ke dil mein aapke liye pyar hain,ye koi chmatkar nhi time hi aisa hain kyuki kuch hi dino me RAKHI ka tyohar hai..
`
Agar aap bus,train,plane ya kahin se Bhi aa-ja rahe ho aur kisi mahila ke hath mein phool,dhaga,chain ya chamkti hue koi B vstu dkhen,to turant wahan se hat jayen.Yeh vastu RAKHI ho sakti hai. Apke jara C laprwahi apko BHAI bana sakti hai. Janhit me jaari.
`
Hello Bhaiya, How r u? Hows life? Rakhi bhej di hai, mil jayegi. Mera Cel kharab hai is liye me inke cel se sms kar rahi hu tumari pyari Behan – MALLIKA SHERAWAT
`
Ummidon ki manzil deh gayi,
Khwabon ki duniya beh gayi,
Abe teri kya izzat reh gayi,
Jab ek zakkas item tere ko “BHAIYA” aur RAKHI pehna gayi….
`
Apki charcha hai har gali mein,
Har ladki ke dil me apke liye pyar hai,
Ye koi chamatkar nahi time hi aisa hai,
Kyonki kuch hi dino me RAKHI ka tyohar hai.
`
Har Ladki tere liye beqarar hai,
Har Ladki ko tera Intzar hai,
Ye tera koi kamaal nahi o mundiya,
Kuch dinbaad Rakhi ka jo teohar hai…


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Agar Aap Bus, Train, Plane Ya Kahin Se Bhi Aa Ya Jaa
Rahe Ho Aur Kisi Mahila Ke Haath Mai Phool, Dhaga,
Chain Ya Chamakti Hui Koi Bhi Vastu Dekhen.
To Turant Wahan Se Hat Jayen.
Yeh Vastu Rakhi Ho Sakti Hai.
Aapki Zara Si Laparwahi Apko Bhai Bana Sakti Hai…
Janhit Mai Jaari!!!


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Hello Bhaiya,
How R U?
Rakhi Bhej Di He,Mil Jayegi.
Mera Cel Kharab He Isliye Me Inke Cell Se Sms Kar Rahi Hu.
Tumhari Pyari
Katrina.


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Saawan ka mausam tha,
Poonam ki raat thi,
Mein uske paas tha,
Woh mere karib thi

Fir woh mere paas aayi,
Aur thodi si ghabraayi,
Jab meine uska haath pakada,
To woh thodi si sharmaayi

Usne kaha aaj hum
Aise bandhan me bandh jaaye,
Jise duniya ki,
Koi taakat na tod paaye,

Meri khushi ka andaaza,
Lagana mushkil tha,
Par iske aage jo hua,
Woh batana bhi mushkil hai

Usne mera haath,
Haatho me lekar kaha,
Yeh to janam janmo,
Ka bandhan hai

Phir mujhe yaad aaya,
Woh Saawan ka mausam,
Woh poonam ki raat,
Yeh to Raksha Bandhan hai!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Ek Baar Ek Ladka Airport Pe Cigrette Pee Raha Tha
Sath Mein Khadi Ladki Ne Dekha To Uske Pass
Aakar Boli
.
. .

Ladki: Ek Din Mein Kitne Cigrete Pee Jate Ho............. ?.? .
Ladke Ne Pahle Usko Uper Se Niche Tak Dekha Aur
Soch Kar Bola .
.
Ladka: Yahi Koi 50, 60
. .
Ladki Uska Majaak Udate HueBoli
Ladki: Agar Aaj Tak Cigrete Pe Kharch Kiye Hue
Paise Bachate To Samne Khadi Wo BMW Car
Tumhari Hoti”
. .
Ladke Ne Ye Suna Aur Bola: “Aap Cigrate Peeti
Hein........?.?
.
.
Ladki: “Nahi” Ladka: “To Wo Car Kya Aapki Hai....?.?
Ladki: “Nahi To..? Ladka: “Salah Dene Ka Shukriya,
Ab Chal Udhar Jaakar Aram Se Baith ja aur sun Wo
Car Meri Hi Hai ” :p=DDD Moral: “Zyada Lecture Dene Se Beizzti Bhi Ho Jaati
Hai“=DD

[Note : Smoking is Hazardous To Health ]
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Kaun Kehta Hai Ke Sirf
Macchar Khoon Choosa Karte Hai
:
:
:
:
Kabhi Roaming Me Jake Dekho
Ye Mobile Company Wale
Kuch Kam Nahi Hote,