Articles by "Heart Toching Shayari"
Showing posts with label Heart Toching Shayari. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

1) Swatantrata Diwas Shayari in Hindi Fonts



दे सलामी इस तिरंगे को
जिस से तेरी शान हैं,
सर हमेशा ऊँचा रखना इसका
जब तक दिल में जान हैं..!!

Jai Hindi, Jai Bharat



2) 15 August Shayari Hindi on Indian Flag

De salami is Tirange ko
Jisse teri shaan hain.
Sar hmesha uncha rkhana iska
Jab tak dil mein jaan hain..!!

Happy Independence Day Friends



3) Special 15 August SMS Hindi on Hindustan

Main iska Hanuman hoon,
Ye mera Ram hain
Chhaati cheer kar dekh lo,
Andar baitha Hindustan hain.

Vande Mataram



4) Independence Day Quotes in Hindi Character

गंगा यमुना यहाँ नर्मदा,
मंदिर मस्जिद के संग गिरजा,
शांति प्रेम की देता शिक्षा,
मेरा भारत सदा सर्वदा..!!






5) Short Independence Day Poem In Hindi



Nahi sirf jashn manana,
Nahi sirf jhande lehrana,

Yeh kaafi nahi hai watanparasti,
Yadon ko nahi bhulana,

Jo qurbaan hue,
Unke lafzon ko aage badhana,

Khuda ke liye nahi ..
Zindagi watan k liye nibhana..

Happy Independence Day






6) Swatantrata Diwas SMS & Wishes in Hindi



Aao desh ka samman karein…
Shahido ki shahadat yaad kare
Ek baar phir se rashtra ki kamaan,
Hum hindustani apne haath dhare,
Aao Swatantrata diwas ka maan kare

Swatantrata Diwas Ki Shubhkamnaye



7) Best Independence Day Msg for True Indians



Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan,
Hindustan hamara hai hum hai iski shaan,
Jaan luta denge watan pe ho jayenge qurban
Isliye hum kehte hain mera Hindustan mahan.

Wish You Happy Independence Day 2016

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Koi hume pyar kare aisa koi pyar nahi milta;
Zindagi bhar saat nibhaye aisa koi yaar nahi milta;
Dil mein hai umang kisi se pyar karneki,
Magar koi hume jii bharke pyar kare aisa koi dildar nahi milta!!

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Aaj bhi tere naam se ye dil dhadhakta hai.
aaj bhi tuje yaad karke ye aankhe roti hai.
mushquil se samjhate hai jazbaat yahan pe log.
aur humse kehte hai ki yahan “barsaat bahut hoti hai”…

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
So Gaye Bache Garib Ke
Jaldi Yeh Sun Kar,
"FARSHTE" Aate Hain
 Khaboo Mein Rotiyan Lekar

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Vo gye to zindgi chle gye ,
unke bina chirago se roshini chle gye ,
kya khe kya guzri es dil par ,
zinda to rah gye par zindgi chle gye......

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Teri hasi ke aage mere ansu kuch nahi,
Teri ek khushi ke aage mere hajaron
gum kuch nahi,
Dil se dua hai tu jaha bhi rahe hmesha khush rahe,
Teri zindagi ke aage meri maut kuch nahi...
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Palko ke kinare humne bhigoye hi nahi,
woh sochte hai hum roye hi nahi,
woh puchte hai khwabon me kise dekhte ho,
hum hai ki ek umr se soye hi nahi…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Wooh Lamhaa Dard Main Choorr 
 Main Thaa Kanch Ki Tarhaan,

 Us Ne Mujhe Sametaa Or Phir Mere Dard Main Shamil Ho gai ...
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


♥Tere Ishq Ka Junoon Tha Jo Khud Ko Barbad Kar Diya..!!

 Warna Duniya Meri Bhi Deewani Thi........!!!!♥:(
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics



1 larki gali se guzarti thi,,,1 manchalaaa larkaa use dekhtaaa tha aur wo naqaaab me hoti thi,,, to uss naqaaab ko dekh kar larkaaa kahtaaa tha E Pardaaa nashi Pardaaa uthhaaa Meri Mohabbat qabool kar Jalwaaa dikhaaa.... Larki nakaaar kar chali jaaati,,, koi jawaaab nahi deti thi,,,, Larkaaa badaaa afsos rahtaaa thaaa aur humeshaaa use kahtaaa E Pardaaa nashi Pardaaa uthhaaa Meri Mohabbat qabool k
ar Jalwaaa dikhaaa,,,, 3rd day larke ne fir Bolaaa E Pardaaa nashi Pardaaa uthhaaa Meri Mohabbat qabool kar Jalwaaa dikhaaa Nahi dikhaaaya to me khud khushi kar lungaaaa....

4th day Jab larki gali se Guzari to wo larkaaa use nahi dikhaaa,,, Larki ko badaaa afsos huaaa... Logo se larki ne pu6aaa to unhone kahaaa Beti usne tere liye khud khushi kar liyaaaaaa....

larki uss larke ki kabr par gai aur kahaaa... E MERE GUMNAAM AASHIQ AAYI HUN TERI MAZAAR PAR... Le RUKH SE NAQAAAAB HATAA DIYAA JEE BHAR K MERAAA DEEDAR KAR...E MERE GUMNAAM AASHIQ AAYI HUN TERI MAZAAR PAR... Le RUKH SE NAQAAAAB HATAA DIYAA JEE BHAR K MERAAA DEEDAR KAR...

to uss kabr se aawaaaz aayi'..YAAA KHUDAAA YE KESAAA TERAAA INSAAAF H... AAAJ ME PARDE ME HUN AUR WO BENAQAAAB H :'(
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Kabhi To Ayenge Wo Hamari Wafao Se Sharminda Hokar.........

Phir Hum Na Milnge Unko Dubara Zinda Hokar......


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


manjil ka kuch pata nahi,

rasta bhatak chuka hun..................
na thik se ji sakta hun,
aur na hi sukun se mar sakta hun...
mar bhi kaise sakta hun,
aapki yaadein jo mera paas hai......
hogi phir mulakat aapse,
na jaane kyon ek alag sa ehsas hai...

Shayari by Guest Post : Rahul Awargand Patil
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

MUST READ
_____WAQT NAHI... ?______

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.

Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi. 

Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko MAA Kehne Ka Waqt Nahi.

Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.

Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Liye Waqt Nahi.

Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Aankhon Me Hai Neend Badi,
Par Sone Ka Waqt Nahi.

Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.

Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.

Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,

Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.......
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Must Read:
Aw$m....
.
Tha mai neend me or
mujhe itna
sajaya jaa rha tha....
.
Bde pyar se
mujhe Nehlaya jaa rha
tha....
.
Na jane
tha wo konsa ajab khel
mere ghar
me...
.
Bachcho ki tarah mujhe
kandhe pr uthaya jaa
rha
tha...
.
Thapaas mera hr apna
us
waqt...
.
Phir bi mai hr kisi k mann
se
bhulaya jaa rha tha...
.
Jo kbi dekhte
bi na the mohabbat ki
nigahon
se...
.
unke dil se bi pyar mujh
pr
lutaya jaa rha tha...
.
maloom nhi kyu
hairaan tha hr koi mujhe
sote
huye
dekh kr...
.
Zor-Zor se Rokar muje
jagaya jaa rha tha...
.
kaanp uthi
meri rooh wo manzar
dekh
kr...
.
jaha mujhe hmesha k
liye
sulaya jaa rha tha...
.
mohabbat ki
inteha thi jin dilo me
mere
liye...
.
unhi dilo se aaj mai,ek
pal
me door jaa rha
tha......!!!!!! !!!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Ek tooti PREM kahani
.
Fark sirf itna sa hai ,
.
Uski barat gayi ,
. Iski mayat uthi .
.
Phool us par B the ,
.
Phool is par B the .
. Mehfil waha B thi ,
.
Log yaha B the .
.
Wo doli pe thi ,
. Yeh janaze pe tha .
.
Unka hasna waha ,
Inka rona yaha .
.
Saheliya uski B thi , .
Dost iske B the .
.
Qazi udhar B the ,
.
Molvi Idar B the . .
Wo saj k gayi ,
.
Ise sajaya gaya .
.
Wo uth k gayi , .
Ise uthaya gaya .
.
Fark sirf itna sa hai ,
.
USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA GAYA.........
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Heart Touching Shayari .... read it Will Make U Cry if u Love Really SomeOne 

Awesome One Must Read
.
.
Aaj Dulhan Ke Laal Jode Mein,
Use Uski Saheliyon Ne Sajaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Meri Jaan Ke Gore Haathon per
Sakhiyon Ne Mehndi Ko Lagaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Bahut Gehra Chadega Mehndi Ka
Rang,
Us Mehndi Mein Usne Mera Naam
Chupaya Hoga…
♥ ♥ ♥
Reh Reh Ker Ro Padegi
Jab Jab Usko Khayal Mera Aaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Khud Ko Dekhgi Jab Aaine Mein,
To Aks Usko Mera Bhi Nazar Aaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Lag Rahi Hogi Balaa Si Sunder Woh,
Aaj Dekh Ker Usko Chaand Bhi
Sharmaya Hoga…
♥ ♥ ♥
Aaj Meri Jaan Ne
Apne Maa Baap Ki Izzat Ko Bachaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Usne Beti Hone Ka
Doston Aaj Har Farz Nibhaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Majboor Hogi Woh Sabse Jyada,
Sochta Hoon Kis Tarah Usne Khud
Ko Samjhaya Hoga…
♥ ♥ ♥
Apne Haathon Se Usne
Hamare Prem Ke Khaton Ko Jalaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Khud Ko Majboot Bana Ker Usne
Apne Dil Se Meri Yaadon Ko Mitaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Bhooki Hogi Woh Jaanta Hoon
Mein,
Kuch Na Us Pagli Ne Mere Bageir
Khaya Hoga…
♥ ♥ ♥
Kaise Sambhala Hoga Khudko
Jab Use Fairon Ke Liye Bulaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Kaampta Hoga Jism Uska,
Haule Se Pandit Ne Haath Uska Kissi
Or Ko Pakdaya Hoga…
♥ ♥ ♥
Mein To Majboor Hoon Pata Hai
Use,
Aaj Khud Ko Bhi Bebas Sa Usne
Paaya Hoga…
♥ ♥ ♥
Ro Ro Ke Bura Haal Ho Jaayega
Uska,
Jab Waqt Uski Vidayi Ka Aaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Bade Pyaar Se Meri Jaan Ko
Maa Baap Ne Doli Mein Bithaya
Hoga…
♥ ♥ ♥
Ro Padegi Aatma Bhi
Dil Bhi Cheekha or Chilaya Hoga…
♥ ♥ ♥
Aaj Apne Maa Baap Ke Liye
Usne Gala Apni Khushiyon Ka
Dabaya Hoga…
♥ ♥ ♥
Reh Na Paayegi Juda Hoker Mujhse
Darr Hai Ki Zehar Chupke Se Usne
Khaya Hoga… :'(

Respect You Love
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics



Na pucho humpe kitne waar hue....!!


Dunia bhul gaye the hum jab unse razdaar hue....!!



Jab dekha tha unhe kisi or ke liye jagte hue....!!



Dil ke tukde hazaar hue....!!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Must read [Heart Touching ]

Kyun Duniya Ne Ye Rasm Banai Hai
Karke Itna Bada Kehte Hai Ja Beti Tu Parai Hai

Pehle Din Se Hi Usko Ye Paath Padhaya Jata Hai
Saja Ke Lal Jodhe Main Dulhan Banaya Jata Hai
Chhuda Deti Hai Beti Se Baabul Ka Ye Ghar
Kyun Duniya Ne Ye Zalim Rasm Banai Hai
Karke Itna Bada Kehte Hai Ja Beti Tu Parai Hai

Rote Hai Khud Phir Usko Bhi Bahut Rulate Hai
Apne Haathon Se Darwaje Tak Chod Aate Hai
Har Din Yaad Karte Hai Bahut Yaad Aate Hai
Iss Rasm Ne Kyun Beti Se Hi Ki Bewafai Hai
Karke Itna Bada Kehte Hai Jaa Beti Tu Parai Hai

Saath Beti Ke Phir Bahut Dahej Bhi Jaayega
Saayad Phir Bhi Na Bhoj Ye Sar Se Utar Paayega
Royegi Maa, Jaate Dekh Baabul Na Sambhal Paayega
Deke Judai Beti Ko Kyun Is Rasm Ne Saja Sunai Hai
Karke Itna Bada Kehte Hai Ja Beti Tu Parai Hai