Articles by "Hindi Love SMS"
Showing posts with label Hindi Love SMS. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Hindi Whatsapp Status Today I am Going To share with you the whatsapp status in hindi language hindi status, hindi whatsapp status, funny status in hindi and cool romantic new and latest hindi status Best Status for Whatsapp in Hindi Language - Sad, Love, Funny & Cool Hindi Whatsapp Status Ideas and Update.


Whatsapp Faddu Status 



"है कोई वकील इस जहान में, जो हारा हुआ इश्क जीता दे मुझको."



"हम आज भी शतरंज़ का खेलअकेले ही खेलते हे ,क्युकी दोस्तों के खिलाफ चालचलना हमे आता नही ..।"

""शांखो से टूट जाये वो पत्ते नही हे हम ,इन आंधीयों से केहदो जरा अपनी औकात में रहे”

"जिंदगीमें बडी शिद्दत से निभाओअपना किरदार,कि परदा गिरने के बाद भी तालीयाँबजती रहे….।।"





"खेल ताश का हो या जिंदगी का ,अपना इक्का तब ही दिखानाजब सामने बादशाह हो ।"

""तुम गरदन जुकाने की बात करते हो ,हम वौ है जो आंख उठाने वालोकी गरदन प्रसाद मै बाट देतेहै..।।"


"शायरी का बादशाह हुं और कलम मेरी रानी,अल्फाज़ मेरे गुलाम है, बाकी रब की महेरबाni"


"अकल कितनी भी तेज ह़ोनसीब के बिना नही जित सकती ,बिरबल काफी अकलमंद होने के बावजूद..कभी बादशाह नही बन सका ।"


''सोचते हैं जान अपनी उसे मुफ्त ही दे दें ,इतने मासूम खरीदार से क्या लेना देना ।"



"न कहा करो हर बार की हम छोड़ देंगे तुमको,न हम इतने आम हैं, न ये तेरे बस की बात है…!!"


"रिश्ते पैसो के मोहताज़ नहीं होते lक्योकि कुछ रिश्ते  मुनाफा नहीं देते पर अमीर जरूर बना देते है  …ll"



"कोई नही आऐगा मेरी जिदंगी मेतुम्हारे सिवा,एक मौत ही है जिसका मैंवादा नही करता…….. ।।"




"बैठे हैं दिल में ये अरमां जगाये,के वो आज नजरों से अपनी पिलाये ।मजा तो तब ही पीने का यारो,इधर हम पियें और नशा उनको आये ।।"




" कोई ना दे हमें खुश रहने की दुआ, तो भी कोई बात नहीं वैसे भी हम खुशियाँ रखते नहीं, बाँट दिया करते है…!!!"


" कैसे बनेगा अमीर वो हिसाब का कच्चा बूढा भिखारी, जो बस एक रुपये के बदले सिग्नल पे खड़ा बेशकीमती दुआए दे देता है।"


"जरूरत और चाहत में बहुत फ़र्क है… कमबख्त़ इसमे तालमेल बिठाते बिठाते ज़िन्दगी गुज़र जाती है !!!!"


" कोई ना दे हमें खुश रहने की दुआ, तो भी कोई बात नहीं वैसे भी हम खुशियाँ रखते नहीं, बाँट दिया करते है!!"


" Humne chor diya shoq-a-mohabat ka…varna tere shar ki khidkiyan to aaj bhi isare karti hai."


"खुद ही दे जाओगे तो बेहतर है..!
वरना हम दिल चुरा भी लेते हैं..!"



"Chinta na karo hamesha Kush Raho.."




" Jo beet gya use socha nahi karte ,!jo mil gya use khoya nahi karte…"



"Apni yaadon se kaho ek din ki chutti de mujhe…
Ishq ke hisse mein bhi itwaar hona chahiye.."




"Are kisi ne muje cheda to Chalak padenge aasoo,
Koi mujse yu na pooche tera dil udaas kyun hain.."




"Sukhe Patte Ko Bhi Mil Rahi Hai Zindagi Hawaao Se,
Ekraar-e-Mohabbat Ne Jahan Ka Mosam Badal Diya"




"Mere Padne Ka Time = 15 Minutes , Araam Ka Time = 3 Hours"



"Mehfil me Baat Un ki Hoti hai ,Jin me koi to Baat Hoto hai..."



"#Aql badam khane se nahi dhake khane se aati hai...!"


"Status Loading..."


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Tu Hi Zindagi…

Har dharkan ko teri aas hai,
Har nazar ko teri talash hai.
Har taraf hai jaise, tumhari hi kami,
Tere bin zindagi kya meri, kuch bhi to nahi.
Tumse milke laga, har khushi hai tujhse,
Aaj hui hu puri, thi adhuri kabse.
Na jana kabhi raaho se mere, sanam
Tut jayenge tere bin, ji na sakenge hum…

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Har Khushi Se Khubsurat Teri
Sham Karu,♥
.
Apna Payar Main Sirf Tere
Naam Karu,
.
Mil Jaye Agar Dobara Ye
Zindagi,♥
.
Har Baar Main Ye Zindgi Tere
Naam Karu.....!!♥

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


na karo kisi pe aitbar is zamane
me
humne to apna saya bhi kisi aur
ka hote dekha hai
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Aapka rishta mere suron ka saaz hai,
Aap jaise apno par hamein naaz hai,
Chahe kuch bhi ho jaaye zindagi mein,
Ye rishta kal bhi waisa rahega jaisa aaj hai..

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Fijao mein mehakti shaam ho tum,
Pyaar mein chalakta jaam ho tum,
Tumhe dil mein chupaye rakhte hain,
Meri zindagi ka dusra naam ho tum…

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Wo Puchti Hai Mujse"Tum Mujhe
Itna Pyaar Kyun Krte Ho..??"
.
Mene Kaha Ek Tamannna He
Tumhe Pane Ki..
♥
Wo Puchti Hai"Har Waqt Kyun
Udas Rehte Ho..??''
.
Mene Kaha Koshish He Tumhe Har
Khushi Dilane Ki..
♥
Wo Kehti Hai"Me Na Mili To..??"
.
Mene Kaha To Koshish Karunga
Zindgi Mitane Ki 
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Aajao Kisi Roz Tum To Tumhari Rooh Me Utar Jaon,
Sath Rahon Mein Tumharay Na Kisi Or Ko Nazar Aaon 

Chahay Bhi To Koi Choo Na Sakay Mujh Ko Is Tarha Se,
Tum Kaho To Yun Tumhari baahon Me Bikhar Jaon 

Karon Jo Nichaawar Muhabbat Mein Tum Se Lipt Kar,
Is Ada Se Choom Lon Tumhain K Hadd Se Guzar Jaon 

Ab To Lag Jao Seenay Se K Maeri Saans Thaam Jaye,
Aagosh Me Le Kar Apni Tumhari Saanson Me Utar Jaon.....
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Karoge yaad ek din is pyar k Diwane ko,

chale jaenge jab hum kabhi na wapas aane ko,
karega mehfil me jab jikr humara koi …..
to tum bhi tanhai dundogi aansu bahane ko..
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Teri Nigahon Ke Yoon Hi Kayal The Hum
Kya Jaroorat Thi Aajmane Ki
Yoon Hi Behosh Pade Hai Teri Rahon Main
Kya Jaroorat Thi Alag Se Muskurane Ki…


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

MUST READ
_____WAQT NAHI... ?______

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.

Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi. 

Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko MAA Kehne Ka Waqt Nahi.

Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.

Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Liye Waqt Nahi.

Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Aankhon Me Hai Neend Badi,
Par Sone Ka Waqt Nahi.

Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.

Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.

Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,

Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.......
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


♥ Is baat ka ehsaas kisi par na hone dena ♥

♥ Ke tery chahaton se chalti hai meri sansein ♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

 Pyar aur Maut se Darta Kaun Hai...
Pyar to ho jata he Ise Krta Kaun Hai.....!!
♥
♥ Hum to Kar de Pyar me Jaan Bhi
Qurban...
Par Pata to Chale hmse Pyar Karta kaun
hai.......!!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
♥ Tere Chehre Me

Mera Noor Hoga ♥
♥ Fir Tu Na Kabhi
Muzse Dur Hoga ♥
♥ Soch Kya
KhusiMiLegi
Jaan Us Pal ♥
♥ Jis Pal
Teri Maang Me
Mere naam ka Sindoor Hoga ♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


♥♥ Kaise Kahun Ke Apna Bana Lo Mujhe,
Baahon Mein Apni Sama Lo Mujhe, 


Bin Tumhare Ek Pal Bhi Kat-ta Nahi,
Tum Aa Kar Mujhi Se Chura Lo Mujhe, 


Zindagi To Wo Hai Sang Tumhare Jo Guzri,
Duniya Ke Gamon Se Ab Chura Lo Mujhe, 


Meri Sabse Gehri Khwahish Ho Puri,
Tum Agar Paas Apne Bula Lo Mujhe, 


Ye Kaisa Nasha Hai Jo Behka Raha Hai,
Tumhara Hoon Main To Sambhalo Mujhe,


 Na Jaane Phir Kaise Guzregi Zindagani,
Agar Apne Dilse Kabhi Tum Nikalo Mujhe♥♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Ishq ne hame benaam kar diya,
har khushi se hame anjaan kar diya,
hamne to kabhi nahi chaha ke hame bhi mohabbat ho,
Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Nazare Mile To Pyar Ho Jata Hai,

Palke Uthe To Izhaar Ho Jata Hai,
Na Jane Kya Kasish Hai Chahat Main,
Ke Koi Anjaan Bhi Hamari
Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai.
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Is dubi huyi nao ka kinara ho tum
Meri zindegi ka woh anjaam ho tum
Youn to har muskil ko paar karne ki himmat hai mujh me
Bas tumko khonese darte hai hum.


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh

Main Mohabbat na doon To kehna

Main muskurahat hoon Mujhe Hansa kar dakh

Na sajoon tare honton per to kehna

Main khushboo hoon mujhe Mehsoos karke dekh

Na mehkoon tari zindagi main to kehna

Main Dil hoon mujhe Sun ker dekh

Na dhakoon Tere Dil main to kehna

Main phool hoon mujhey Laga ker dekh

Na mehkoon din raat To kehna

Main mohabbat hoon mujhe Apna karke dekh

Na banoo main teraa to kehna


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Saath agar doge muskrayenge zarur,
Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
Raah me kitne kante q na ho ,
Awaz agar dil se doge to aayenge zarur…