Articles by "Dua Shayari"
Showing posts with label Dua Shayari. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Koi Samjhe Na Humko Beshak Par Aap To Samjhte Hain,
Apna Banate Hain Mere Har Gam Ko Tabhi To Hum
Sambhalte Hain,
Khuda Har Ek Khushi De Aapko Har Ek Gam Humko Naseeb
Ho,
Bas Yahi Dil Mei Sochkar Har Ek Dua Karte Hain
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Maa bina Zindagi Viran hoti hai.
Tanha Safar mein har Rah Sunsaan hoti hai…
Zindagi mein MAA ka hona Zaruri hai…
MAA ki Duwaon se hi har Muskhil Aasaan hoti hai..!!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Main Ne Manga Hai Bas Tumhe Rab Se,
Hath Jab Bhi Uthey Dua Ke Liye..
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Holi Ke Din Ki ye Mulakat yaad Rahegi,
Rango ki ye Barsaat yaad Rahegi,
Aap Ko Mile Rangeen Duniya Aise Hamesha, 
Ye Meri Dua Rahegi

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Is dil ke har dhadkan ka ehsaas ho tum.
Tum kya jaano hamare liye kitne khaas ho tum.
juda ho k tumne hame maut se bhi battar sazaa di hai,
Phir bhi is tadapte dil ne tumhe khush rehne ki duaaein di hai. . .!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Mera Hath Bhi Tum Apne Paas Rakhlo
Dua Mangte Waqt Inko Bhi Khada Kar Lena
Khushi Miley Toh Apna Aath Aage Kar Lena
Agar Gam Miley Toh Mera Hath Aage Kar Dena..
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics
Dua Karo Ke Main Uss Ke Liye Dua Hojao'n....

Woh Ek Shakhs Jo Dil Ko Dua Sa Lagta Hai..♥

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Iss diwali pe hamari dua hai ki,
Apka har sapnna pura ho,
Duniya ke unche mukam apke ho,
Shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish U a very Happy Diwali!
`
Deep jalte jagmagate rahe,
Hum aapko aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai,
Dua hai hamari,
Aap chand ki tarah zagmagate rahe.
“Happy Diwali”
`
Safalta kadam chumti rahe,
Khushi aaspas ghumti rahe,
Yash itna faile ki KASTURI sharma jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye.
“Happy Diwali”

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Teri yaadon ke chiragon ko jalaya
har shaam...,

Teri baato ko seene Se lagaya har
shaam...,

Maangi khuda se teri khushi ki
duayein...,

Tanha baith ke haatho ko uthaaya
har shaam...
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

MUST READ
_____WAQT NAHI... ?______

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.

Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi. 

Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko MAA Kehne Ka Waqt Nahi.

Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.

Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Liye Waqt Nahi.

Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Aankhon Me Hai Neend Badi,
Par Sone Ka Waqt Nahi.

Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.

Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.

Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,

Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.......
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Muddat Baad Aaj Fir Se Unka Deedar Hua
Yun Laga Zinda Mere Seene Me Dafan Mera Pyaar Hua…
Shayad Dua Me Asar Ho Gya Meri Is Kadar
Ke Khatam Meri Tanha Zindagi Ka Intzaar Hua..
Firse Chaahat Si Ho Gyi Zinda Rehne Ki Aye Dosto
Jaise Mujhko Firse Zindagi Se Pyaar Hua…

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Pyar Ke Liye Us Se Izazat Mangi
Tute Dilne Bhi Uske Liye Dua Mangi
Jane Kya Baat Thi Us Bewafa Me Ki
Maine Aakhri Khwaish Me Bhi Us Se Milne Ki Dua Mangi…


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Meri Har Aawaj Tere Liye Dua Maangti Hai,
Meri Har Saans Tere Liye Fariyaad Mangti Hai,
Har Khusi Mile Tujhey Is Jahan Ki,
Har Gam Tera Mujhe Tohfey Me Mil Jaye,
Baar Baar Aye Ye Din Teri Zindagi Me,
Aur Har Baar Teri Khusi Parwaan Chad Jaye…


Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Koi Samjhe Na Humko Beshak Par Aap To Samjhte Hain,
Apna Banate Hain Mere Har Gam Ko Tabhi To Hum Sambhalte Hain,
Khuda Har Ek Khushi De Aapko Har Ek Gam Humko Naseeb Ho,
Bas Yahi Dil Mei Sochkar Har Ek Dua Karte Hain…