Articles by "Cute SMS"
Showing posts with label Cute SMS. Show all posts
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


मुस्कुराने से शुरू और रुलाने पे खतम...।

ये वो जुल्म हैं जिसे लोग मोहब्बत कहते हैं...
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Aye Chaand Tu Bhool Jayega Ghurur Se Chamakna,,
Jis Roz DekheGa Tu Ek Jhalak Mere Yaaar Ki...
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Mitana Chahun To Bhi Nahi Mita Sakte Uska Naam Apne Dil Se..

Kyuki Mitaaye Wo Jaate Hain Jo Galti Se Likhe Jaate Hain...
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Naraz Hona aapse galti kehlayegi,

Agar aap humse naraz hue to yeh saanse tham jayengi,
Haste rehna hamesha,
Aapki hasi se hamari zindagi savar jayegi…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Baat suno
.
.
.
.
Itne bhi pyare nahi ho tum Bas.
Meri chahat ne tumhe sar par chadha
rakha hai 
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Ek Pyari Si Surat, Ek Masum Sa Chehra ,
Do Jheel Si Ankhe, Kuchh Mithi Mithi Baate ,
Ek Nazuk Ada, Kuchh Masti Kuchh Maza ,
Thodi Si Shrarat, Bahut Sari
Mohabbat, Ek Bholi Si Muskan, Ooncha Udne Ka Armaan ,
Sabse Alag Sabse Juda, Jiski Hai Pyari Har Ek Ada...♥♥♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


I dont want a relationship where
people say They look so cute
together I want one where they say
Look how happy they are together...♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Fijao mein mehakti shaam ho tum,
Pyaar mein chalakta jaam ho tum,
Tumhe dil mein chupaye rakhte hain,
Meri zindagi ka dusra naam ho tum…

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Bohat Muddat Se Aisa Hai
K Tum Khamosh Rehti Ho,

Koi Gehra HaiGhum Shayad,
Jisay Chup chap Sehti Ho,

Yunhi ChalteHuay Tanha,
Koi Ghamgeen sa Naghma,
Tum Aksar Gungunati Ho,

Doran-e-Guftagoo Yunhi,
Milein Nazron Se Jab Nazrein
Tou Batein Bhool Jati Ho

Kisi Gum Sum Si Halat Main,
Ya Phr Barish k Mosam Main,
Fakat Itna Hi Kehti Ho

Udasi Be-Waja Si Hai,
Bohat Bojal Tabiyat Hai.

Bhala Sach Kyon Nahi Kehti
"MUJHY TUM YAAD KARTI HO" ♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Rahe salamat duiya unki,
Jo meri khusiyo ki fariyaad karte hai,
Khuda unhe zindagi bhar khusiyan dena,
Jo hame yaad karne me ek pal barbad karte hai..


Guest Post By Mohit Bora.Submit Your Post Too [Click here]

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Kuch Rishte Anjane Me Ban Jate He
Pehle Dil Se Fir Zindgi Se Jud Jate He
Kehte Hai Us Daur Ko Dosti
Jisme Anjane Na Jane Kab Apne Ban Jate hai. ..
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

Hansne ke baad kyu rulati hai duniya,
Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
Zindagi me kya kuch kasar baaki thi,
Jo marne ke baad bhi jalati hai duniya..

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Wo Puchti Hai Mujse"Tum Mujhe
Itna Pyaar Kyun Krte Ho..??"
.
Mene Kaha Ek Tamannna He
Tumhe Pane Ki..
Wo Puchti Hai"Har Waqt Kyun
Udas Rehte Ho..??''
.
Mene Kaha Koshish He Tumhe Har
Khushi Dilane Ki..
Wo Kehti Hai"Me Na Mili To..??"
.
Mene Kaha To Koshish Karunga
Zindgi Mitane Ki 
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

(Like this ??)


I want a cute,
long relationship
where
everyone says
♥ .. Damn! they're still
together.. ♥

Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


"lafz ek aisi cheez hai jiski wajah
se insaan,,,
ya to dil me utar jata hai,,
ya to dil se utar jata hai..
Have Nice Day
Take care..!
Keep smiling..!
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Banane Wale Ne Bhi Tujhe,
Kisi Karan Se Banaya Hoga,
Choda Hoga Jab Zameen Par Tujhe,
Uske Seene Mein Bhi Dard To Aaya Hoga…
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics

MUST READ
_____WAQT NAHI... ?______

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.

Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi. 

Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko MAA Kehne Ka Waqt Nahi.

Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.

Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Liye Waqt Nahi.

Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Aankhon Me Hai Neend Badi,
Par Sone Ka Waqt Nahi.

Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.

Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.

Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,

Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.......
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


♥♥ Kaise Kahun Ke Apna Bana Lo Mujhe,
Baahon Mein Apni Sama Lo Mujhe, 


Bin Tumhare Ek Pal Bhi Kat-ta Nahi,
Tum Aa Kar Mujhi Se Chura Lo Mujhe, 


Zindagi To Wo Hai Sang Tumhare Jo Guzri,
Duniya Ke Gamon Se Ab Chura Lo Mujhe, 


Meri Sabse Gehri Khwahish Ho Puri,
Tum Agar Paas Apne Bula Lo Mujhe, 


Ye Kaisa Nasha Hai Jo Behka Raha Hai,
Tumhara Hoon Main To Sambhalo Mujhe,


 Na Jaane Phir Kaise Guzregi Zindagani,
Agar Apne Dilse Kabhi Tum Nikalo Mujhe♥♥
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


BEAUTIFUL Lines By A True LOVER
Without Her Permission
I’ll TOUCH
“HER”
Only To WIPE Her
“TEARS”…..!! ♥ 
Shero Shayari Sad Shayari Urdu Shayari Punjabi Shayari Friendship Shayari Birthday Shayari English Shayari Love Shayari Friend Shayari BollywoodLyrics


Read it girls......
He is selfish, but only because he want only
you for himself only,
He gets jealouse easily because hewants to be
the only one around you,
He doesn't want any guys to be with
you,because he is afraid to losing you,
He is all of that only bacause he is madly  love
with you....♥